SMS ke liye 10 digit phone zaroori hai. WhatsApp se bhejna abhi band hai ("Setup pending"). Purane invite ki list, Resend ya Revoke ka button screen par nahi hai — naya invite hi banana padta hai. Is page se naya link naya (khaali) record banata hai; adhoora bhara form bachana ho to Staff Directory me us staff ke card ke "📲 Onboarding link" se bhejo — staff record se juda adhoora form dobara use hota hai. Faltu bana khaali record owner / admin delete kar sakte hain.
Onboarding invite ka SMS staff ko nahi gaya ya link expire ho gaya?
Invite banane ke baad screen par "SMS: ✅ Sent" ya "❌ <wajah>" dikhta hai. SMS na jaaye to wahi screen ka QR staff se scan karwao ya "Copy link" karke khud bhejo. Link expire / band ho gaya to Team → Tasks & Training → Onboarding → "📲 Send link (staff fill it)" se naya link banao.
Where in ORALZY: Team → Tasks & Training → Onboarding → Staff Onboarding · Team → Members → Directory → Staff Directory
Quick steps
- Invite result me SMS status dekho
- Fail ho to QR scan karwao ya "Copy link" karke bhejo
- Expire ho to naya invite banao (staff record se juda ho to Staff Directory se)