WhatsApp Campaigns: draft khud kabhi nahi jaata; "π Schedule" wala campaign apne time par jaata hai. Cancel schedule / Change time / Send now sirf owner / admin. Campaign shuru ho chuka ho ("startingβ¦" / running) to cancel nahi hota β "This campaign is not scheduled (it may already have started)" aata hai; chalte campaign ko rokne ka button nahi hai. Schedule ke time "Marketing campaigns" switch OFF ho to campaign nahi jaata aur draft me wapas aa jaata hai. Edit / delete ka button nahi hai.
Marketing AI: clinic ke liye chalu ho to din me 10:00 aur 17:00 IST par chalta hai. β (Cancel this campaign?) se status "cancelled" ho jaata hai aur naye message nahi bante; pending messages bina approve kabhi nahi jaate, unhe "Skip" karo. Pause button abhi nahi dikhta. Cancel / Skip sirf owner / admin.
Marketing Engine (Patient Connect β Campaigns β Marketing Engine) se koi message nahi jaata β wahan rokne ko kuch nahi.