ORALZY
FAQ

Bridge Doctor me "No X-ray has arrived" ya "Uploads are failing" aaye to?

"No X-ray has arrived for …" = PC online hai par 3 din se ek bhi X-ray nahi aayi β€” watched folder galat hai; ek test X-ray lo aur PC card par "🎯 Trace next X-ray (10 min)" ya "πŸ”Ž Find X-rays on this PC". "Uploads from <PC> are failing" = server ne file mana ki ya upload baar-baar fail hua β€” "file type" / "too large" ho to folder dekho, network error ho to us PC ka internet.

Where in ORALZY: Setup β†’ Integrations β†’ Imaging Bridge (ORALINK)

"<PC> sometimes cannot reach ORALZY" (neeli, info) = pichhle din chhoti internet rukawat β€” files khud dobara try hoti hain, baar-baar ho tabhi kuch karo. "Everything looks fine" = saare PC report kar rahe hain aur files aa rahi hain. Har finding ke "Why:" me aakhri error line bhi likhi hoti hai. Kaam ke baad "πŸ”„ Check again". Bridge Doctor naya feature hai β€” na dikhe to abhi aapki clinic ke liye chalu nahi hua (pehle beta clinics me aata hai).

Quick steps

  1. 🩺 Bridge Doctor me finding ka "Why:" padho
  2. No X-ray ho to ek test X-ray lo aur "🎯 Trace next X-ray (10 min)"
  3. Failing me network error ho to us PC ka internet dekho
  4. "πŸ”„ Check again"

failingfailarriveduploadsnetworkinternetreachbridge