INCENTIVE FLOW
rule se "⚙ Auto-Compute" ya "+ Manual Bonus" → entry 'pending' → ✓ approve → payroll us MONTH ke approved incentives ko payslip ki earnings me jodta hai (WhatsApp slip me "Incentive/Bonus") → judne ke baad status 'paid'.
CHECK
1) Team → Payroll → Incentives → Staff Incentives me entry ka STATUS — pending hai to approve karo. 2) Entry ka MONTH wahi hai jo payslip ka? 3) Payslip kab bani — auto-payroll har mahine 1 tareekh ko chalta hai; uske baad approve kiya to us payslip me nahi aaya.
FIX
approve karke Payslips tab me usi mahine ka "▶ Run Payroll Now". DHYAN: dobara run karne par payslip naye sire se banti hai aur sirf abhi 'approved' wale incentive judte hain — jo incentive pehle run me 'paid' ho chuke wo dobara nahi judte, to net salary kam dikh sakti hai. Re-run ke baad payslip ka Incentive amount zaroor check karo.
RULES
Team → Members → HR Setup → HR Masters → "Incentive Rules" aur "Incentive Simulator". Doctor ka per-treatment commission alag hai (Team → Payroll → Commissions) — wo payslip me nahi judta.