ORALZY
FAQ

Patient ki bheji photo ya file Received Log me kaise dekhe?

Received Log me photo / PDF khulti nahi — Message column me caption, ya "[image]" / "[document] file-ka-naam" jaisa likha aata hai. Row par click karo: neeche "has a photo / file — open the chat to see it" aata hai → "Open chat" dabao, Live Inbox me usi patient ki chat khulti hai, photo / file wahan dekho.

Where in ORALZY: Patient Connect → WhatsApp → Received Log · Patient Connect → WhatsApp → WhatsApp Team Inbox

Mobile app me Received Log ke card par tap karo → "Open chat" → WhatsApp Inbox usi number ke saath khulta hai. Received Log sirf ek nazar me dekhne ke liye hai; jawab dena ho to bhi "Open chat" se chat me jao.

Quick steps

  1. Patient Connect → WhatsApp → "📥 Received Log" kholo
  2. Number se search karke row par click karo
  3. "Open chat" dabao
  4. Live Inbox ki chat me photo / file kholo

photoimagefilepdfattachmenttasveerdocument