Ek saath Done wale drawer me bhi "Done date (back-date)" ("Old visit? Choose the actual date."); mobile Done sheet me "Done date (YYYY-MM-DD)"; 🔄 Sitting drawer me sitting ki date. Aaj ya aage ki date chuni to aaj ki hi lagti hai — future date nahi hoti. Back-dated Done par "aaj ka clinical note pehle" (TT chain) wali rok nahi lagti. Ek bill ki ek hi date hoti hai, isliye alag-alag din ka kaam din-wise alag Done karo. Kaam ho jaaye to toggle wapas OFF kar do. Done treatment ki date baad me badalne ka option nahi hai — galat date lagi to bill + treatment hata kar dobara karna padega.
Pichhle din ka treatment Done kaise mark kare (back-date)?
Pehle owner / admin Setup → Admin → Users & Policy → Back-dated Entry ON kare. Tab Complete drawer me "Done date (back-date)" khaana aata hai ("Old treatment? Choose the actual date.") — asli din chuno → "✓ Mark done". Bill bhi usi tareekh ka banta hai. Toggle OFF ho to ye khaana nahi dikhta aur aaj ki date lagti hai.
Where in ORALZY: Setup → Admin → Users & Policy → Back-dated Entry · Patient chart → Visits → ✓ Done → Done date (back-date)
Quick steps
- Owner / admin: Setup → Admin → Users & Policy → Back-dated Entry ON
- Patient chart me plan row ka "✓ Done" dabao
- "Done date (back-date)" me asli din chuno
- "✓ Mark done" — bill bhi usi din ka banega
- Kaam khatam hone par Back-dated Entry OFF